Ek albela insaan,Dhoondtha hai apni pehechan,
Bheed se pareshan, soochata jana use kaun se mookam,
Kathputliya nachana hai ye assan, wha re khuda tera ye kaam,
Man me khawish hazaar liye karta jar aha who kaam,
Soochata ek na ek din dega unhe aanjam,
Par na jaane kab ye shaam huyi,
Phir se raat jaawan huyi,
Man me sapne hazaar liye sooya who insaan,
Soocha kal phir deega unko aanjam,
Yahi bhagam bhag me nikal gayi jindagi,
Bas baki hai to woh insaan aur uski bandagi,
Subah savere utha jab wo insaan,
Bola sapna tha ye sab, karma hai mujhe ab kaam,
Dena hai apne khawabo ko anjaam,
Dena hai apne vyaktitva ko naya aayam,
Paana hai ek naya mookam.
Aur who chal pada……………….